Shiqwa Teri “Yaadon” Se Istrha Kiya Hum Ne
Hanstay Hanstay Dil Ko “Rula” Diya Hum Ne
Ek Lamha Diya Tu Ne “Jeene” Ke Liye
Aur Us Mein Zindagi Ko “Bita” Diya Hum Ne
Ek Safhe Pe Likhi Teri Yaad Ki “Dastaan”
Dusra Hisa “Khali” Hi Jala Diya Hum Ne
Kis Baat Ki “Mazrat” Chahte Hain Wo
Jis Baat Ko Sunte Hi “Bhula” Diya Hum Ne
Wo Kyun Nahi Aate Hamare Paas (USMAN)
Jin Ki Rahon Main Palkon Ko Bicha Diya Hamne…..